ads

Wednesday, 25 April 2018

How To Make HD 3D Intro For Your YouTube Channel Hindi

Bina kisi softwer ko use kiye Free me 3d intro kese banaye ?


sabse pahle aapko bata duke kisi video ya website ke bare me batane ke tarike pahala apna nam fir apni website ya channl ka Intro laga te hai ..jis se dekh kar log jaldi samj jaaye aapka channl ya fir website kis baare me hai.

Agar aap bhi apne youtube  cahnnl ke liye badiya 3d intro banan chate hai hai vo bhi bilkul free me.



aaj me aapko bataunga ke kaise bina kis bhi softwer ka istemal se aap ek badiya video intro bna sakto ho jisse  aapke video ko alag hi pachaan bna dega or vo bhi bilkul free me is ke liye aapko kisi bhi softwer ki zaroorat nahi hai to chaliye suru karte hai ..

Sabse pahle www.flixpress.com  Website me jayie

  • Vaha aapko Sabse pahle register karna hoga 

  • upar right side me register ka option pr click kare 





                   



Ab register from fill kare 
  • User name or password dhyaan se bhare
  • I agree ko tik Kare 
  • fir registor par click kijiye 
  • ab aapke email pr confrom ka msg aayega use confrome kar le
  • vaha apna account verfy karne ke liye link pr click kare 
  • link par click karte hi ap vaps flexpress ki website par aajynge
  • ab freee plane choos kare
  • fir  start creating your video pr click kare 
  • ab aapke samne boht sare templet aajaynge lekin sb free nahi hai.




ab aapko  Free Plan Templates   ke optotion pr click kare .
  • Ab jo aapko templet dikhayi denge vo sb free hai.
  • Ab kisi pr bhi clik kare jo asapko pasnd aaye.
  • phir coutumize pr click kare .
  • fir intrucation ko confrom kare Next par click kare 
  • click karte hi box khulega 
  • isme aapko templeats kiu setting karni hogi .

ye sab karne ke bad ..


  1. ye dikh rha hai ki aapki video proccing me hai
  2. procces puri hote hi is par click kare aapko do option dikhai dega 
  3. downlod hd par click kare 
  4. vase ye jayda hd nahi hai jayda hd sirf premiume member ke liye hai 
  5. finaly ab aapki intro ban ke tayr ho gyi hai.
  6. lekin me aapko bta du ke isme ham ek month me sirf 2mint ki video bna skate hai

Agar Aapko Samj Nahi aaya ho to aaap hmari ye video dekh skate hai pasnd aane pr like or subscribe bhi kar le.




To aise aap is website ki madt seFree me apni video ke liye ek badfiya 3d or hd intro bban sakte hai aagar aapko ye artical or video pasnd aayi ho to hme frollow zaroor kare ..

website link here ; http://zipansion.com/6Gjg

0 comments:

Post a Comment